Thursday, February 2, 2012

hame ab v yaad hain

wo tumhara sharamana , u tera najre churana hame ab v yad hain ,
u hame lunch time bulana
bulakar pyar bhari gappe ladana
hame ab v yaad hain.
kabhi hame dekh kar muskurana,kabhi najre churana
kabhi julfe girana to kabhi tmhara ek najrana
hame ab v yad hain.
u tmhara chhutiyo me skul ana
hame na pakar skul me u tera ghabrana ,
hame ab v yad hain
hame ab v yad hain.

No comments:

Post a Comment